Here u will find sweet collection of SAD BEWAFA SMS. Pick up messages of your choice and send it to your friends
JINDANGI me adhera hi cha gaya, kisise pyar karke badnam sa ho gaya, na jan-e kya likha tha rabne mere nasibame jo ek ANJANI ke sath
*************
jaam kadva hai, magar itana nahi ki piya na jaye, jindangi me darad bahut hai magar itana nahi ki jiya na jaye, bewafai ki hai us bewafane
*************
Hairat say saary lafz usay dekhty rahy, baaton main apni baat wo kesy badal gya, shayad wafa k khayal sy ukta gya tha wo, manzil k pas aa k jo rasta Badal gya,
*************
Bhool jana to rasm _e_dunia hai.
~ wasi ~
Tum ne bhula k konsa kamal kr diya..??
*************
“Saarey waadon ko bhula sakta hun,
lekin rehne do..!
Main tumhein chor k ja sakta hun,
lekin rehne do..!
Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
faisla mein bhi suna sakti hun,
lekin rehne do..!
Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per main muskura b sakta hun,
lekin rehne do..!
Sharam aaye gi tumhein
warna tumharey waaday,
main tumhein yaad dila sakta hun,
lekin rehne do.”
*************
Jisko chaha tha zindagi ki tarah
Chal diye wo ik ajnabi ki tarah
Neend ati h Na maut Ati hai
Dono naraz hain shayad unki ki tarah
*************
Teri Judai Mai Dil Beqarar Na Karon,
Tu Hukam Day to Tera Intzar Na Karon.
Bewafai Karni he To is Qader Kar,
K Tere Baad Kisi Pe Aitbar Na Karon.
*************
Mat Zikar Kijye Meri Adaa K Baaray Mai,
Main Buhat Kuch Janta Hoon Wafa K Baaray Mai,
Suna Hai Woh Bhi Mohabbat Ka Shoq Rakhte Hain,
Jo Jante Hi Nahi Wafa K Baaray Mai.
