Messages are nice way to say your friend and family that those are special for you and you remember them.. Just read the full collection of URDU EXAM SMS.
Humari mohabat ka imtehan mat lo farzana
Hamaray pahle he imtehan ho rahay hain salaana…..
*************
Lamha Lamha waqt guzar jayega…
Chund lamhon mein exam aa jayega…
Abhi bhi waqt hai, do line parh lo…
Warna pass kya MUNNA BHAI karvaye ga??
*************
paRh,paRh kaR kiA kRna ek dIn tu MaRna hAi,aGr mRne k bad dubaRa ZiNda Hoe Tu ShURu Tu NercErY se kRna hai
*************
ahan koi kitab aisi mili,
jispar dil luta dete,
har 1 ne dimaag khaya kis-kis ko nipta dete,
ab syllabus dekhkar sonchte hain k 1 mahina aur hota to duniya hila dete…
*************
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
*************
Kehdo un pharno walo say
kabhi hum bhi parha kartay thay
jitna syllabus parh k woh top kartay hain
utna tu hum choice per chor dia karty thy
