Toot Jata Hai Garibi Mein
Toot Jata Hai Garibi Mein
Aksar Wo Rishta
Jo Aksar Khaas Hota Hai
Paraye Bhi Apne Ho Jate Hai
Jab Paisa Paas Hota He
Mujh sey Itne Qareeb ho jao
Mujh sey Itne Qareeb ho jao
Udas Shab ki Saleeb ho jao
Meri Banhon ko sonp do sub kuch
Meray Khatir Ghareeb Ho jao
Mujh mein utro meray laho ki tarha
Kab kaun kisi ka hota hai
Kab kaun kisi ka hota hai
Sub jhootey rishtey naate hain…
Sub dil rakhney ki batein hain
Sub asal roop chhupate hain…
Ikhlaq se khali log yahan
Lafzon ke teer chalate hain…
I baar nigahon mein aakar
Phir saari umar rulate hain…
Who jis NE diye hain ashk humein
AB us ko bhool hi jaate hain…
Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai,
Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai,
Khuda jaane woh mujhse kyon khafa hai !
WO chehra gam se kumhlane na paye,
Mere hoton pay ab bhi ye duaa hai !
Tabassum hai labon pe dil me nafarat,
Yahi iss daur ka nakse wafa hai !
Judaa hokar bhi sabke sath Hun mai,
Nahin maloom he kaisi saza hai !
Zamana chup hai aur bole hai “Zakhmi”,
Yah uski bezubaani ka sila hai !!
Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko,
Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko,
Sochtay hain k aik taveez bana lain tum ko,
Phir tumhain roz sanwarain tumhain barhta daikhain,
Kion na aangun main chunbaili sa laga lain tum ko,
Kis qadar toot ker tum per hamain pyaar aata hay,
Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum ko..!
Agar gham na hoty to ghazal kon kheta?
Agar gham na hoty to ghazal kon kheta?
Kisi ki khubsorti ko kanwal kon kheta?
Ye to karishma Hai mohabat ka varna!
Pathar ki dewaron ko tajmahal kon kehta..
Qismat Se
Qismat Se
MilteY Hain
Zindagi Ke Sabhi
Ranj-O-Gham…
AarzoO Ho To BicharteY Nahi
Dil Main RehneY WaleY…
Judai ki pyaas me ek katra b boht hota hai
Judai ki pyaas me ek katra b boht hota hai
Deedaar k waste ek lamha b bohat hota ha
Jis per hota hai bhrosa DIL ko
Wo bhul jayen to sadmaa b bohat hota hai.
Related posts:
