There are many languages to express yourself and show your feelings but the most effective and powerful way is messaging, a huge collection of HINDI FUNNY SMS.
Sitaron se agey jahan aur bhi hein,
Abhi Mohabbat k imthan aur bhi hein,
Tum hi nehi jalatey mere dil ko,
College mein Ladkiyan aur bhi hein
*************
Jab Gabbar Singh ne janam Liya to, Maa Use bahut maar rahi thi. Nurse ne Puchha-kyu Maar Rahi ho. Maa boli-Sala Puchta hai kitne Aadmi they.
*************
Bhagwan apki umar lambi karey!
Bhagwan apko Naukri de!
Bhagwan apko Khush rakhe!
Bhagwan apko Barkat de!
Yaad ho gaya?
Chal phir Katora utha aur shooru ho ja
*************
Wife ko Begum kyon kehte hain?
Kyonki shaadi ke baad saare gum to husband ke hisse mein aate hain or wife Be-Gum ho jaat hai.
*************
Teacher: tum barey ho k kia karo gay?
Student: shadi
T: maira matlab hay kya banogay?
S: Dulha
T:I mean bary ho k kia hasil karo gay?
S: dulhan
T: Idiot! maira matlab bary ho k ammi abbu k lye kia karo gay?
S: bahu laon ga
T: Stupid tumhary papa tum se kia chahtey hain?
S: Pota
T: tumhari zindagi ka kia maqsad hay
S: Shadi
*************
Maine kaha dilruba,
Usne kaha paise dikha,
Maine kaha paise nahi,
Usne kaha aise nahi,
Maine kaha mehengai hai,
Usne kaha ja tu mera bhai hai.
*************
Go
oo oo
oo o oo
oo o oo
oo oo
oo oo
o
¿
OL GAPPE kitne TASTY Hote h,
hen na!
Tmko kya lga Go0d mOrNiNg aur wo b is time…
*************
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
*************
Baba ji ka mela laga hai haridwar mein. Prashad mein Recharge Coupon diye jayenge. Kisi aur ko mat batana. Ye SMS sirf chuninda bhikhariyon ko bheje ja raha hai
